Rusia lleva a cabo una guerra vergonzosa contra Ucrania.     ¡Defiende a Ucrania!
Cómo apoyar a Ucrania 🇺🇦 ❤️
Compartir
Tamaño de fuente
Traducción
Intercambiar idiomas

Kahan Hain, Dil?

kahan hai wo ateet, jo ab nahi aayega?
 
kahan hai wo tumhari hasi, jise sunkar main udne lagta tha?
 
kahan hai, humare sapnon ki chaabi?
 
kahan hai, wo tumhare dil ka utsaah?
 
aur ye bhi chala gaya jaise sab chala jata hai..
 
jaise nadi ka paani samudra mein..
 
aur ye bhi chala gaya jaise sab chala jata hai..
 
samay badal gaya, aur main ye dekh nahi sakta..
 
ve ghante jo wapas aana nahi chahte..
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
ve din, jab humein tha pyaar
 
aur wo samudra se aati hawa
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
kahan hai wo tumhara khushi se bhara chehra?
 
kahan hain wo chumban jo humne dena seekhe the?
 
kahan hai wo ateet jo wapas nahi aayega?
 
ve din jab hum kahin bhi reh lete the
 
aur ye bhi chala gaya jaise sab chala jata hai..
 
jaise nadi ka paani samudra mein..
 
aur ye bhi chala gaya jaise sab chala jata hai..
 
samay badal gaya, aur main ye dekh nahi sakta..
 
ve ghante jo wapas aana nahi chahte..
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
ve din, jab humein tha pyaar
 
aur wo samudra se aati hawa
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
samay badal gaya, aur main ye dekh nahi sakta..
 
ve ghante jo wapas aana nahi chahte
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
ve din, jab humein tha pyaar
 
aur wo samudra se aati hawa
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
kahan hain, kahan hain, dil?
 
Letra original

¿Dónde están, corazón?

Letras de canciones (Español)

Por favor, ayuda a traducir "¿Dónde están, ..."
Enrique Iglesias: 3 más populares
Comentarios