Russia is waging a disgraceful war on Ukraine.     Stand With Ukraine!
  • Mohit Chauhan

    Saiyyara • Ek Tha Tiger

    Featuring artist: Taraannum Mallik
Share
Font size
Original lyrics

Saiyyara lyrics

aasmaan, tera mera hua
khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
aasmaan, tera mera hua
saans ki tarah ruaan ruaan
jaaye jahan tu jaye
paaye mujhe hi paaye
saaye ye mere hain tujh mein samaaye
Saiyyara main saiyaara
sayyara tu saiyyara
Sitaron ke jahan mein milenge ab yaara
 
tu jo mila to yoon hua
ho gayi poori adhoori si dua
tu jo gaya to le gaya
sang tere mere jeene ki har wajah
 
jaaye jahan tu jaye
paaye mujhe hi paaye
saaye ye mere hain tujh mein samaaye
Saiyyara main saiyaara
sayyara tu saiyyara
Sitaron ke jahan mein milenge ab yaara
 
tum pe miti, tum se bani,
tum se hua hai haan khud pe yakeen
tu jo nahi to na sahi,
main hoon yahan to
tu hai yahin kahin..
 
jaaye jahan tu jaye
paaye mujhe hi paaye
saaye ye mere hain tujh mein samaaye
Saiyyara main saiyaara
sayyara tu saiyyara
Sitaron ke jahan mein milenge ab yaara
 

 

Translations of "Saiyyara"
English #1, #2
Mohit Chauhan: Top 3
Comments