Russia is waging a disgraceful war on Ukraine.     우크라이나와 함께하세요!
공유하다
글꼴 크기
번역
Swap languages

Leen

Kya maine tujhko kaha hai kaisa acha lagta hai mera hone ka,
Jab main tumhari andar hoon?
Main saaf tabhi reh sakta hoon
Jab tum paas ho.
Mujhe gir mat dena.
Agar main hamesha ke liye meri aankhen bandh kar leta hoon,
Kya dard kam ho jaye ga?
Kya main phir se saans le sakta hoon?
 
[Chorus:]
Shayed main leen hoon,
Main 'control' main nahi hoon,
Laikin tum ho davah
Jo mujhko marne se bachata hain.
Shayed main ho jhoota,
Laikin mujhe sirf itna pata hai
Ke sirf tum hi ho waja que main koshish kar raha hoon.
 
Main hoon barbaad,
Karli hain maine sau ghaltiyan
Kya maine bohot der kardi?
Mere dimag main tufaan hain;
Mere palang main barsaat padti hai
Jab tum nahi hote.
Marne ka dar nahi hai,
laikin dar hai tujhe khone ka.
 
[Chorus:]
Shayed main leen hoon,
Main 'control' main nahi hoon,
Laikin tum ho davah
Jo mujhko marne se bachata hain.
Shayed main ho jhoota,
Laikin mujhe sirf itna pata hai
Ke sirf tum hi ho waja que main koshish kar raha hoon.
 
Jab tum mere bagal main sote ho
Pyar mere sharir se ja raha hai.
Oh hai khubsoorat.
Sab mere liye saaf hai
Jab tak yathartha aati hain
Aur main sab kho deta hoon...
Sab kho deta hoon...
ab kho deta hoon,
ab kho deta hoon...
Nah nah nah
nah nah nah....
Nah nah nah nah nah nah.....
nah nah nah nah nah nah....
 
Sirf tumhi ho wajah,
Haan, tumhi ho wajah main koshish kar raha hoon
Oh, main koshish kar raha hoon, koshish kar raha hoon, koshish kar raha hoon,
Nahi khona jaata sab kuch, Nahi khona jaata sab kuch,
Main koshish kar raha hoon, koshish kar raha hoon...
Koshish kar raha hoon,
Haan, tum jaante hoon main leen ho gaya hoon,
Jaanti ho main leen ho gaya hoon,
Haan, tum jaante hoon main leen ho gaya hoon...
 
원래 가사

Addicted

노래 가사 (영어)

Collections with "Addicted"
Enrique Iglesias: 상위 3
코멘트