Favorites
Share
Font Size
Transliteration
Swap languages

Silsila Ye Chaahat ka

Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
Jhonka hawa ka aayega aur
Yeh diya bujh jaayega
 
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya,
O Piya,
Yeh diya
Na bujha hain, na bujhega
Meri chaahat ka diya
 
Mere piya ab aaja re mere piya
 
Is diye sang jal raha
Mera rom rom rom
 
Aur jiya
Ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
 
Faasla tha doori thi
Dha judaai ka aalamm,
Intezaar mein nazrein thi aur
Tum vahan the
 
Jhilmilaate jagmagaate
Khushiyon mein jhoomkar
 
Aur yahan jal rahi dhi hum
 
Phir se baadal garja hain,
Garaj garajki barsa hain
Ghoom ke toufaan aaya hain
Par tujhko bujha nahin paaya hain
 
O piya, yeih diya
Chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan
 
Mere piya
Ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
 
Dekho yeh pagli deewani,
Duniya se hain yeh anjaani
Jhonka hawa ka aayega aur
Iska piya sang laayega
 
Oh piya
Ab aaja re mere piya
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhni diya
 
Original lyrics

सिलसिला यह चाहत का

Click to see the original lyrics (Hindi)

Comments
JessicaSetareJessicaSetare    Fri, 14/06/2013 - 22:34

there are a few mistakes:
अब is AB not abu
थी is THI not dhi
आजा is AAJA not aadja
हैं is usually transcripted as HAIN
छाई should be CHHAAI

I think you are french,aren't you? :D

GulalysGulalys
   Sat, 15/06/2013 - 19:28

Yes I am from France. So on one hand I am French but I'm kurdish origin.

Kurdish is a bit like Hindi, but I will not lie and say it was me who did the translation. ^^
Thank you for advice and to have corrected, I changed the mistakes except for हैं because I think although it is written "haim" that it reads "hai", no ? :)

JessicaSetareJessicaSetare    Mon, 17/06/2013 - 21:47

Wow interesting :D

Actually indian people do pronounce that nasal sound (it's not m nor n, but something inbetween) even though you can't hear it easily if you are not used to the language :) I must say, in songs pronuntiation and grammar are not very strict, because otherwise its difficult to make certain words "fit" into the music, I don't know if it makes sense to you.

Anyways it's better to put it because, grammatically, hai is singular and hain is plural :)