• Gajendra Verma

    India Together

    Featuring artist: Jonita Gandhi
Favorites
Share
Font Size
Original lyrics
1 transliteration

India Together lyrics

Bahar Kala Chor Hai
Ghar Ke Andar Mor Hai
Gali Gali Mein Shor Hai
Mor Ke Peeche Chor Hai
Bahar Kala Chor Hai
Ghar Ke Andar Mor Hai
Gali Gali Mein Shor Hai
Mor Ke Peeche Chor Hai
 
Ye Waqt Boht Mushkil Hi Sahi
Lekin Hum Isse Jeetenge
Ye Din Hum Par Bhari Hi Sahi
Lekion Ye Din Bhi Beetenge
 
Hum Door Sahi In Waqton Me
Dil Apne Lekin Sath Rahe
Par Jab Hum Phirse Milne Lage
Bas Pyaar Ke Ye Jazbat Rhe
 
Hum Door Sahi In Waqton Me
Dil Apne Lekin Sath Rahe
Par Jab Hum Phirse Milne Lage
Bas Pyaar Ke Hi Jazbaat Rahe
 
Hum Gharme Baith Ke Dua Kare
Ke Kushaal Rahe Sab Har Din
Iss Mushkil Duar Se Ye Sikhe
Hum Kitne Akele Hai Sab Din
 
Hum Gharme Baith Ke Dua Kare
Ke Kushaal Rahe Sab Har Din
Iss Mushkil Duar Se Ye Sikhe
Hum Kitne Akele Hai Sab Din
 
Hosh Me Aa Jao Yaaro
Milke Lado Iss Dushman Se
Duniya Ko Bata Do Ek Hai Hum
Khalish Mita Daalo Mann Se
 
Hum Door Sahi In Waqton Me
Dil Apne Lekin Sath Rahe
Par Jab Hum Phirse Milne Lage
Bas Pyaar Ke Hi Jazbaat Rahe
 
Hum Door Sahi In Waqton Me
Dil Apne Lekin Sath Rahe
Par Jab Hum Phirse Milne Lage
Bas Pyaar Ke Hi Jazbaat Rahe
 
Bahar Kala Chor Hai
Ghar Ke Andar Mor Hai
Gali Gali Mein Shor Hai
Mor Ke Peeche Chor Hai
Bahar Kala Chor Hai
Ghar Ke Andar Mor Hai
Gali Gali Mein Shor Hai
Mor Ke Peeche Chor Hai
 

 

Gajendra Verma: Top 3
Comments