-
This Town → Hindi translation
✕
Translation
ये शहर
Chumi Dene utha pata chla koi nahi tha
khusbu tumhare perfume ki abhi bhi hawa me hai
ye mushkil hai
tumhari parchai mene kal charo aur dekhi
ye haseen hai ke kis tarah yahan is sahar me kuch nhi badla
itna door suruwat se
mai tumhe sab batana chahta hun
wo sabad jo mai pheli bar me nhi bol paya
aur mujhe sab yaad hai
tab se jab se hum yahan maidan me khel rahe hai
chahta hun tumhare sath yahan hota
agar sari duniya dekhe tab bhi tumhare dance karu
safar karu highway or rasto ka tumhare liye
bar bar sab sachai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
mene dekha tum kisi or sathi ban gaye
pub jahan hum mile the usne tumhe bahon me le rakha tha
ye katheen hai
Bohot mushkil
mai tumhe sab batana chahta hun
wo sabad jo mai pheli bar me nhi bol paya
aur mujhe sab yaad hai
tab se jab se hum yahan maidan me khel rahe hai
chahta hun tumhare sath yahan hota
agar sari duniya dekhe tab bhi tumhare dance karu
safar karu highway or rasto ka tumhare liye
bar bar sab sachai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
abhi bhi bechain kar dete jab bhi room me aate ho
wo titaliya zinda ho jati jab mai tumhare samne hota hu
bar bar sab sachai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
mujhe pta hai ye galat hai
ke mai tumhe cchod nhi pa rha
par tumme kuch to baat hai
agar sari duniya dekhe tab bhi tumhare dance karu
safar karu highway or rasto ka tumhare liye
bar bar sab sachai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
abhi bhi bechain kar dete jab bhi room me aate ho
wo titaliya zinda ho jati jab mai tumhare samne hota hu
bar bar sab sachai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
sab ghum ke tumhare pass aata hai
✕
Niall Horan: Top 3
1. | This Town |
2. | Heaven |
3. | Black and White |
Comments