✕
Hindi
Translation
Original
Pyaar Ki Kahani
Click to see the original lyrics (French)
Dukhta hua hriday
Wo ata hai parr bohat kam batein karta hai
Woh intezar kar raha hai
Peechle saalki tasveer ke samne
Woh, woh pagal nehi hai
Woh usko sabkuch bolkar biswas karta hai
Woh use har jagah dekhta hai
Woh uske liye theherkar intezar kar raha hai
Haathmein gulab lekar
Uske bina woh kuchvi ummeed nehi hai
Charo or sabkuch bematlab hai
Aur Hawa varee lagta hai
Veh udasovara nazar
Woh Akela hai aur aksar khudse baat karta rehta hai
Woh, woh pagal nehi hai
Woh usko sabkuch bolkar biswas karta hai
Woh use har jagah dekhta hai
Woh uske liye theherkar intezar kar raha hai
Haathmein gulab lekar
Nehi, iss vaabna ko roka nehi ja sakta
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani
Mera haath thamow
Mujhse vwada karo ki sab theek ho jayega
Mujhe kaskar gale lagao
Tumhare paas mey abvi sapne dekhta huu
Ha, ha mey rehna chahta huu
Lekin ab mujhe nehi pata ki mohabbat kyase kiya jata hai
Mey bohat bewakuf tha
Krip'ya ruk jao, ruk jao
Mujhe kitna afsos hai, nehi mey yesab nehi chahta tha
Mey aamir banunga aur
Mey apna sara sona tumhe de dunga
Agar tumhe parwah nehi hai to mey,
Mey bandargah par tumhara intezar karunga
Agar tum mujhe nazarandaz karoge to mey,
Zindagi ki akhri sash tumhe arpit karunga
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani mey
Uski Pyaar ki kahani
Ek mombatti
Raatko rowsan kar sakta hai
Ek muskan
Pura Sultanat kharha kar sakta hai
Aur woha tum ho
Aur woha mey huu
Aur koyi ispar biswas nehi karta
Lekin Mohabbat murkh ko raja banata hai
Aur agar tumne mujhe nazarandaz kiya to mey bar bar larhunga
Yeh hai meri pyaar ki kahani
Yeh hai meri pyaar ki kahani
Yeh hai ek Pyaar ki kahani
Pyaar ki Kahani
Khushi ki chikhey
Kuch aasuu, hum ja rahe hai
Hum is Pyaar ki kahani mey rehte hai
Pyaar ki Kahani
Pyaar ki Kahani
Pyaar ki Kahani
Pyaar ki Kahani...
Thanks! ❤ thanked 23 times |
You can thank submitter by pressing this button |
Thanks Details:
Guests thanked 23 times
Submitted by
RowsanAli on 2024-02-11

✕
Translations of "Love Story"
Hindi
Comments
Russia is waging a disgraceful war on Ukraine. Stand With Ukraine!
About translator

RowsanAli
Name: Rowsan Ali
Role: Junior Member
Contributions:
- 3 translations
- 56 thanks received
Homepage: www.instagram.com/rowsanali1/
Languages:
- native
- Bengali
- Hindi
- Urdu
- fluent: English
- intermediate
- Arabic
- Spanish
- beginner: French
This song is makes me over the moon.