• Jamala
    Jamala1944

    هندی translation

همرسانی
Font Size
هندی
ترجمه

1944

Jab ghair aa rhe houn....
Wo tumhare gharoun me ghuss jate hain
Tum sab ko maar dety hain
Aur kehty hain
Hum qusurwar nahein hain
nahein hain
 
Tumhari aqal kahan hai ?
Insaniyet ro rhi hai
Tum khud ko khuda samajhty ho
Mager, sab mar jao gy
Meri rooh ko mat niglo
Hamari roohoun ko
 
Mein apni jawani ka lutf na utha ski
Mein is jagah zindagi na guzar ski
Mein apni jawani ka lutf na utha ski
Mein is jagah zindagi na guzar ski
 
Hum ik mustaqbil bana skty hain
Jahan log azad houn
Jeeny k liye aur chahny k liye
Achy waqt k liye
 
Tumhara dil kahan hai?
Insaniyat jaago
Tum khud ko khuda samajhty ho
Mager, sab mar jao gy
Meri rooh ko mat niglo
Hamari roohoun ko
 
Mein apni jawani ka lutf na utha ski
Mein is jagah zindagi na guzar ski
Mein apni jawani ka lutf na utha ski
Mein is jagah zindagi na guzar ski
 
Mein apny watan ka lutf na utha ski
 
انگلیسی, تاتاری کریمه
متن ترانه

1944

Click to see the original lyrics (انگلیسی, تاتاری کریمه)

نظرها